[Urdu Ghazal] Hum se wafa k baray mein jo chaho poch lo...

 
Hum se wafa k baray mein jo chaho poch lo...
lekin wafa ki kya hai saza ye na pochna ..

Reh e wafa mein hum par jo guzari wo poch lo..
Manzil par kiya howa salook ye na pochna..

Chahat ki dastan to hai zaati mamla..
Tira hai kis ne ehd-e-wafa ye na pochna..

Rastay mein kon mila poch shok se..
Kon kon choe gya humen ye na poch muj se..

Advertisement